Tuesday, April 5, 2011
suraj kund ka pracheen kooan
Namaskar mitro, thoda der to zarur hua mujhe aane me lekin is bar aap logo ke liye ek bahot hi acchi khabar laya hu. Aap logo ko jan kar ye harsh hoga ki suraj kund ki khudayi ke dauran hum logo ke ek purana kooan mila, jo dikhne me bahot purana lag raha hai, aur iski tasweer mai aap logo ko de raha hu. Aap ise dekhe aur apni pratikriya wyaqt kare. mujhe aap ki pratikriya ko intazar rahega. Namaskar.
Subscribe to:
Post Comments (Atom)
tnx yaar akhirkar tum logo ka athak prayaas rang laya or dump me badal chuke surajkund ko apni khoi huwi pehchan wapas mil gayi nahi to aaj Surajkund sirf kisso or kahaniyo ki hi bate hi reh jati...
ReplyDeleteSurajkund k karan mujhe do tarah k inssan dikhe
1> ek jo apne swarth k liye kisi bhi had tak gir sakte hai apni sanskriti or apni pehchan ka bhi soda kar sakte hai.
2>or dusre tum jaise jo apni sanskriti apni pehchan bachane k liye kisi bhi had tak ja sakte hai.
keep it on
tnx again